"DEDICATED TO MY SWEETHEART IF SHE WILL NOT B MYNE IN DIS LYF....."
Aaj uske parivaar k liye maine mera pyaaar kho diya..
ye dard sehne k baad b logo ne mujhe bewafa keh diya..
Main khud ko maaf nai kar paaunga kabhi,
ye usse main samjha nai paaunga kabhi..
Tum jab aaoge uski zindagi me...usee sambhaal lena,
bhool jaae wo mujhe usse itna pyaar dena..
Use meetha nahi pasand hai khyal rkhna..
Sardiyo me aksar bimar ho jati hai ,dhyaan rkhna..
Kabhi kabhi bahut gussa ho jati hai..
Pyaar se poocho to ro jaati hai..
Usse gusse mai kabhi gaadi chalaane mat denaa..
usse Baarisho me kabhi akela rehne mat denaa..
Door jaaye kabhi to uska hath thaam lena..
Tumhe waqt na de paaye to naraz na hona..
Kabhi mujhe yaad kar bethe to usse chodh kar mat jaana..
Bas usse kass kar apni bahon me bar lena..
Bhool jayegi wo mujhe....bhool jaegi ek din............

No comments:
Post a Comment