zindagi kyun adhori lag rahi hai us ke bina .......
jane se phele waja to bata di hoti .....
kab tak tarap ker intezaar karo tera ......
kam se kam dard-e-dil ki dawa to bata di hoti ......
kerna hai mujhe intezaar tera akhri sans tak ......
ziyada na tanha raho kam se kam maut ki dua to di hoti
No comments:
Post a Comment